Find Your lyrics by film name

Welcome to the Hindi song lyrics blog, it is the biggest hindi songs lyrics blog. We have an exclusive hindi songs lyrics collection old hindi songs to latest bollywood songs latest released. Find your lyrics with the help of film name and the alphabetical film name is also arranged. You can find hindi lyrics classified by movie titles, singers & lyricists etc.
Search Your Hindi Song Lyrics by Film Name Starting by

Select Category:

A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y and Z
Latest Hindi Songs Lyrics
Certification dumps

Search More Bollywood Hindi Songs Lyrics Online

Google Search Engine
India Education
Book Mark and Share This Page Now

NDA Coaching in Delhi

Followers: If you like this site then please follow

Thursday, October 29, 2009

Baabarr Film Lyrics


Baabarr Film Lyrics Film Songs Lyrics Download for Free:
Lyrics Title:
Baabarr
Ho Maula Ye Bata Ye Jindagi Hai Kya
Paagal Manava Tarase Re
Baje Raat Ke Baarah





Hindi Film: Baabarr
Singer(s): Sukhwinder Singh
Music Director(s): Anand Raj Anand
Lyricist(s): Anand Raj Anand
Baabarr....
Gali Gali mein shor usaka, maashaah allaah rob jisaka
chal pade toh tufaan sa aa jaaye chhalkaara

Gali Gali mein shor usaka, maashaah allaah rob jisaka
chal pade toh tufaan sa aa jaaye chhalkaara
sharaara sharaara aankhein usaki sharaara
maula hi jaane usaki dagar, baabarr

baabarr baabarr baabarr baabarr
jumhi bada ahankaari darr jaave duniya saari
jivan ke jungle ka yeh ghaayal sher hai
jo dekhe woh ghabraaye, jo takare woh mar jaave
jisane lalkaara jungle ho gaya dher hai
sharaara sharaara aankhein usaki sharaara
maula hi jaane usaki dagar

baabarr baabarr
jhukana na usako aave rukana na usako aave
aa jaave chaahe raahon mein sau mushkilein
chattaan hai chattaan hai krodh ka uththaan hai
tedhe medhe raste usaki manjilein
sharaara sharaara aankhein usaki sharaara
maula hi jaane usaki dagar, baabarr

Gali Gali mein shor usaka, maashaah allaah rob jisaka
chal pade toh tufaan sa aa jaaye chhalkaara

Gali Gali mein shor usaka, maashaah allaah rob jisaka
chal pade toh tufaan sa aa jaaye chhalkaara
sharaara sharaara aankhein usaki sharaara
maula hi jaane usaki dagar, baabarr baabarr........

Hindi Film : Baabarr
Singer : Anand Raaj Anand and Rahul Sharma
Song : Ho Maula Ye Bata Ye Jindagi Hai Kya
Lyricist : Anand Raaj Anand

Ho Maula Ye Bata Ye Jindagi Hai Kya:

ye kis kagar pe chal padi hai jindagi
ye kis kagar pe chal padi hai jindagi

har taraf hai bebasi he bebasi
ek pal nahi dil ko qaraar
is baaji mein jeet ki bhi hai haar
ke haar sans mein ghum hai chhupa

ho maula ye bata
ye jindagi hai kya
ho maula ye bata
ye jindagi hai kya

gum seene mein thehra
andhera aur bhi gehra hai
gum seene mein thehra
andhera aur bhi gehra hai

saanse aati jaati hai
lekin har saans pe pehra hai
na manzil ki hai khabar
na raahon ka hi hai pata

ho maula ye bata ye jindagi hai kya
ho maula ye bata ye jindagi hai kya

ab jayenge kaun se dar
phoonk diya apna hai ghar
ab jayenge kaun se dar
phoonk diya apna hai ghar

rab jaane kamzor hoon main
na ke main hoon taqatvar
na manzil ki hai khabar
na raahon ka hai pata

ho maula ye bata ye jindagi hai kya
ho maula ye bata ye jindagi hai kya

jindagi ko meri koi naam de maula
dede ab koi anjam de de maula
jindagi ko meri koi naam de maula
dede ab koi anjam de de maula

bigadi bana de meri
bigadi bana de
sir hai jhukaaya tere naam se
dikha de mujhe rasta

ho maula ye bata ye jindagi hai kya
ho maula ye bata ye jindagi hai kya
ho maula ye bata ye jindagi hai kya
ho maula ye bata ye jindagi hai kya

Hindi Film : Baabarr
Singer : Raka Mukherji
Song : Paagal Manva Tarse Re
Lyricist : Anand Raaj Anand

Paagal Manava Tarase Re
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

paagal manva
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

aisa na din aaye koi
aisa na din aaye koi
jab tujhse mhaari doori ho

paagal manva
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

balam teri aankhiyaan
kare batiyaan
balam teri aankhiyaan
aankhiyaan kare batiyaan
balam teri aankhiyaan kare batiyaan

tak tak haari mein teri
tak tak haari mein
tak tak haari mein teri
tak tak haari
kab teri ankhiyo
ki majboori ho

paagal manva
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

rusva hoye
ya hoye rusvaayi
rusva hoye
ya hoye rusvaayi
tum mein hum mein dono mein
tum mein hum mein dono mein
aisi na koi majboori ho

paagal manva
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

paagal manva
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

aisa na din aaye koi
aisa na din aaye koi
aisa na din aaye koi
aisa na din aaye koi
jab tujh se maari doori ho

paagal manva
tarse re
mori mann ki
khwaahish poori ho

Hindi Film : Baabarr
Singer : Sunidhi Chauhan
Song : Baje Raat Ke Baarah
Lyricist : Anand Raaj Anand

Baje Raat Ke Baarah..
Jogan pe joban aaya-2, mann preet ka bhaya pitaara
aur kahun main tumase kya, bas itana karun ishaara
ke ishq jage toh, ishq, ishq...
ishq jage toh aa jaiyo, jab baje raat ke baarah - (4)

galidaar kurta itrr karo ji, aankhon mein surama ai baabu manmauji -2
honto se utaarungi tumhaari najariya
gale se lagaayungi o re saawariya
raaja ji raaja ji
raaja ji raaja more raaja ji rehane na dungi main kawaara - (2)
ishq jage toh aa jaiyo, jab baje raat ke baarah - (2)

dekho ji dekhe na jaalim sipaiya, soyi hai angana mein jaage na maiya
dhheeme se aake darwajja hilaana, kholungi saajan bhitar chale aana
haule se haule se
haule se haule se uthaiyo re ghunghat mein chhupa hai angaara - (2)
ishq jage toh aa jaiyo, jab baje raat ke baarah - (2)

No comments:

Post a Comment